Friday, July 13, 2018

featured post widget add kren blogger ke apne blog mein

featured post widget add kren blogger ke apne blog mein





Helllo blogger ,urdumeinhelp ke vister ap logon k lye ik khush khnri hai mein apne doston k lye ik featured widget lya hun  jis ki help se urdumehelp k vister

Apne blog ki post home page par dikha sakte hai.







Kia hai featured post 



Featured Post blogger ka ek gadget hai, iski madad se ham apne blog ki kisi bhi post ko sidebar me dikha sakte hai.

Widget kuch is prakar ka hai �


1
Post ka Title dikhta hai.

2
Post ka Chota Discription.
3
Post ki Pheli Image.



or Blog me kuch is prakar ka dikhega �



Kia faida haihai feathr post ka ?

ye to aap jante hi hopge ki regualr post karna kitna jaruri hai, har blog ke liye.. Par bhut bar hota hai ham koi achi post publish karte hai, or uske baad kuch or post karte hai.. to hota ye hai ki jo hamari achi post hai jisko hamare readers ko padna chaiye wo niche chali jati hai

ALLSO READ BLOGGER PER APNA FREE MEIN BLOG KESE BNAIN



: or wo usko pad nahi pade..

Featured Post widget ki madad se ham hamari badiya post ko add karke side bar me dikha sakte hai, isse hamare visitor tak hamari important post phuch jati hai.







Kese add keen featuchred widget ko apne blogger, ke blog mein ??





Widget ko add karna bhut hi aasan hai, simple aap meri steps ko follow kare..

Step 1:  sabse phele apne Blogger account me login kare fir apne blog ke

(deshboard )
me jaye.

Step 2:   Blog ke me layou me jaye ab    add agadget  per click kren



Step 3:   ab gadget mein se feature post select kare.



Ste 4:  Ab jo Page khulega usme hame widget  ki setting karni hai.

Urdumehelp k vister mzeed nichey diye bye skreen shot me dekh sakte he in




Widget title

Dale. jo abhi Featured Post hai.. aap chahe ho isko change kar sakte hai ya fir khali bhi rakh sakte hai.


Jo Widget hai usme post title dikhana hai to Tik kare.
Widget me Post ki Image dikhani hai to Tik kare,


Apni Blog ki kis Post ko Widget me add karna chate hai select kare.
AB Widget kesa dikh raha hai wo aap Preview me dekh sakte hai.
Sab setting karne ke baad Save par click kare.

Is trha aap aasani se Featured Post Widget ko apne blog me add kar sakte hai, or apni pasand ki post apne visitor ko dikha sakte hai.



Happ blogging ....


G   urdumeinhelp.blogspot ke vister  ab  ap loogon ki bari hai ,
Ap yahan daily visit keen air haan agar ap mein kisi b net user ko koi msla ya preshani ho net k mutaliq to yahan comment mein shair KR sakte he in 

Take mein ap ki help KR sakon mujhe 

Mujhe help krna acha lgta hai thank u 

 .
.
Post achi lgi to zroor btaye ga...




go to link download

1 comment:

  1. Hi, this is a comment.
    To delete a comment, just log in and view the post's comments. There you will have the option to edit or delete them.

    ReplyDelete

Note: Only a member of this blog may post a comment.